Gestures of the eyes – Eyes… Womens’ eyes…
They just don’t see, they speak too! Eyes speak everything what heart feels.
Writers and poets of the world have written millions of books on womens’ eyes! Let’s have a look at what we have written on the Eyes Of Bollywood’s Mujra Dancing Divas!
Gestures of the eyes –
Ankhon Se Yun Na Churao Dil Ko
Kambakht Pata Chal Jayega Mehfil Ko
Nazar Milaate Hi Aap Jaan Le Leti Hai
Ishliye Aap Ki Ankhon Ko Hum Talwaar Kehte Hai
Kahin Aisa Naa Ho Ke Aap Muskurati Rahe
Aur Jaate Jaate Hamaari Jaan Chali Jaaye….
Aankhon Ko Khwaab Kahoon, Honton Ko Sharaab Kahoon
Ghoonghat Ko Baadal Aur Chehre Ko Aftaab Kahoon…
Saanse Ruk Jaayegi – Dhadkan Thahar Jaayegi
Yeh Palkon Ki Kataari Dil Mein Utar Jaayegi…
Nazar Milaane Ki Adda Qaatil Hai
Kabhi Palakein Jhukaati Ho, Kabhi Palakein Uthaati Ho
Ankhon Ke Lifaafon Mein Dil Ke Khat Ko Chhupati Ho…
Zuban Bezubaan Ho Gayee, Aankhe Teri Zuban Ho Gayee
Tune Nazare Zukaake Uthai, Teri Berukhi Bayaan Ho Gayee
Teri Unchaaiyaan, Teri Gehraaiyaan,
Meri Jaan Le Legi Teri Parchhaiyaan…
Toba Beta, in My Ancestor Was an Ancient Astronaut says
“True love doesn’t need proof. The eyes told what heart felt.”
Always, listen to what eyes say!